Tuesday, April 1, 2014

Wiswakarma Samaj ne kiya press warta...

Siddik Chowk k samip stith Wiswakarma Garage me Jharkhand Pradesh WIswakarma Samaj k rajya pratinidhi Ashok Wiswakarma ne press warta ki ....
Es dauraan lok sabha chunao me Wiswakarma Samaj k netaon ko ticket nahi milne ko lekar Shri Wiswakarma ne kafi narajgi prakat ki wa kaha ki wiswakarma samaj usi pratayashi ya dal ko samarthan degi jo pratayashi unke samaj k paancho jaatiyan : "Lohkaar, Kaasthkaar, Sawarnkaar, Silpkaar, Kansyakaar" k rajnitik , samajik, saichanik wa aarthik wikash ka wada karenge .... Aage unhone chetawani bhare sabdon me kaha ki yadi loksabha chunao k purwa pratayashi unke heet me ghoshna nahi karte hain .... toh samaj k log matdaan k dauraan nota ka bhi prayog kar sakte hain ...
Mauke par wiswakarma samaj k kayi log upastith the ....



No comments:

Post a Comment