Palamau Lok Sabha Sansadiye Seat k UPA gathbandhan k
umidwaar RJD pratayashi Manoj Bhuiyan abhi se hi Jaatiwaad ki baat karne lage
hain …. Parinaam yah hai ki unke apne karyakarta bhi unka saath chhodne lage
hain ….Chunao hone se purwa hi Manoj Bhuiyan k es rawaiye se Congress k
karyakarta door ho rahe hain ….
No comments:
Post a Comment