Monday, April 14, 2014

Chainpur Niwasi "Chhattan Bhuiya" ne kiya aatmahatya....

Din k karib 2 bje k aas-paas Semartaand Chainpur Niwasi lagbhag 40 warsiye Chhattan Bhuiya ,mitti tel pikar ghar me faansi lagakar aatma hatya kar liya ....
Mritak Bhuiya jis samay ghar me faansi lagaya us waqt ghar k tamam log khet me kaam kar rahe the .... Jab ghar k log khet se kaam kar wapas ghar laute toh paya ki Chhattan Bhuiya ghar k kandi me rassi lagakar faansi laga liya hai .... Aapathaapi me ghar wale Chhattan Bhuiya ko Daltonganj Sadar Hospital laya jahan chikitsako ne Chhattan Bhuiya ko mrit ghosit kar diya .... ghar walon k anusaar mritak chhattan bhuiya ki dimagi haalat thik nahi ....



No comments:

Post a Comment