Manrega karmiyon k lambit bhugtaan ko lekar Upayukt Palamau “Kripanand
Jha” ne apne Sabhagaar Kaksha me baithak ki ….. Es dauraan Shri Jha ne kayi
mahatwapurn Binduon par najar rakhte hue Manrega karmiyon k karya ko jaanch kar
unke lambit raashi ka bhugtaan karne ka nirdesh diya….. Mauke par Upvikasa
Aayukt Anumandal Padadhikaari sahit kayi adhikaari upastith the ….

No comments:
Post a Comment