Sthaniye Swagat Hotel me Samaj k wibhinn warg k logon wa
wibhinn Samajik Sangathan se jude logon ne baithak ki …. Baithak ki adyakshta “Uday
Paswan” wa sanchalan “Shiv Shankar Singh” ne kiya …… Baithak k dauraan sarwasammati
se yah batein saamne aayi ki aaj wartaman paristhiti me desh me Arajakta wa
Bhrastachar ka bolbala hai…. Usi k maddenazar sarwasammiti se ek naye
Rajyanitik Sangathan Bhartiye Janmukti Party ka gathan kiya gaya …. Tatha
Sarwasammiti se party k Kendriya
Adyaksha UmaShankar Waiga ko banaya gaya …..

No comments:
Post a Comment