Panki thana chetra k Kaarimati Gaon se police ne gupt suchna
k adhaar par 4 sadak dacait ko dhar dabocha … Giraftaar lutere Ramwad Uraon ,
Budani Uraon Gopal Uraon wa Guddu Uraon
sabhi panki thana chetra k hi rehne wale hain…. Giraftaar Dacaiton k paas se
police ne 1 talwaar baramad ki hai…. Press warta kar DSP Ajay Kumar ne batlaya
ki police ko baar-baar suchna milti thi ki Kaarimaati chetra me barabar
Lootpaat ho rahi hai … Isko lekar police ne kaarimaati chetra me nazar rakha
thaw a looteron ko pakadne me safal rahi …..


No comments:
Post a Comment