Shri Sarweswari Samuh Sudna me pujyamangal baba k punya tithi k awsar par Aashram parisar me sarwadharm sawbhaw sammelan ka aayojan kiya gaya .... Sammelan me wibhinn dharwalambi sangathan se kaafi sankhaya me log saamil hue .... Karyakaram ki suruwaat Saaf-Safai, Shramdaan , Bhajan kirtan, Aarti wa Prashad witran k sath kiya gaya ..... Karyakaram me mukhyaq roop se Bhuwneswar Nath Sahdev wa Tej Bahadur Singh upastith the .... Jabki karyakaram ka sanchalan SP Yadav ne kiya ... Karyakaram ko sambodhit karte hue waqtaon ne batlaya ki ratri 7 baje se 12 ghanton ka akhand kirtan ka aayojan kiya gaya ...


No comments:
Post a Comment