Friday, April 18, 2014

B.C.C Union Church me Good Friday ko lekar karyakaram ka aayojan kiya gaya ....

Good Friday k awsar par B.C.C Union Church me ek karyakaram ka aayojan kiya gaya ... Es dauraan Santa Cruise wachan par wises taur par prakash dala gaya .... wahin logon ko sambodhit karte hue "Prabhu Ranjan Masih" ne kaha ki aaj k din "Prabhu Esa Masih" paapiyon k liye apna mrityu swikaar kar liye the taaki logon ka kalyaan ho sake .... Aage unhone Prabhu Masih k sath ghate kayi ghatnaon se logon ko awgat karaya wa sabhi mann hi mann Esu k gungaan me kho gaye ... Mauke par kaafi sankhaya me Esu bhakt Mahila-Purur wa bacche upastith the ....



No comments:

Post a Comment