Majdooron k haq wa haqooq ko lekar Jharkhand Janshakti
Majdoor Union ne Arhat Road stith DIwakar Complex me baithak ki …. Baithak ki
adyakshta Union k Kendriya Mahamantri
“Rakesh SIngh” ne ki … Baithak k dauraan aaye din majdooron par ho rahe Sosan,
palayan, berojgaari awam Shram wisay par chintan wa manthan kiya gaya ….. Sosit
majdooron k adhikaar dilane wa sosan se mukti dilane par sarwasammiti charcha
ki gayi … Es dauraan 7 sadasya logon ko manonit kiya gaya ….

No comments:
Post a Comment