Sarwasari Samooh Sudna me press warta kiya gaya …. Press ko
sambodhit karte hue samooh k zila upadyaksha ne batlaya ki agaami 22 April din
Mangalwaar ko Audhadh Sant Pujya Mangal Ram ji ki punya tithi k awsar par
Aashram me sarwadharm sawbhaw sammelan ka aayojan kiya gaya hai jisme sabhi
dharmawalambiyon ko aamantrit kiya gaya hai …. Sath hi aage kaha ki samooh ka
mool dharm wiswa bandhutwa, sarwadharm samanway awam maanaw seva hai ….

No comments:
Post a Comment