Sawarn Jayanti Sawrojgaar Yojna antargat nirmit Shahpur Chowk par sarkari awaas khali karane pahuche Chainpur BDO "Vipin Kumar Dubey" se samooh ki adyaksh "Aarti SHarma" ne kaafi nik-jhok kiya , antatah Aarti Sharma ne Bhavan ki Chavi BDO ko saunp diya , BDO ne bhavan k sabhi darwajon me apna taala jad diya , es dauraan "Aarti Sharma" BDO wa Chainpur Thana Prabhari ko kaafi khari khoti sunayi ... Nok-Jhok itni badh gayi ki "Aarti Sharma" k bete ne BDO ko jaan se maarne ki dhamki de daali... Jiske khilaaf BDO ne chainpur thane me mukadma darj kiya hai ....
No comments:
Post a Comment