Wednesday, April 16, 2014

Dehri-Barwadih Passenger train me maohammadganj k paas sararti tatwo ne train chaalak ko pareshan kiya ...

Dehri se chalkar Barwadih tak chalne wali passenger train me Mohammadganj station k paas kuch sararti tatwa k log train k Engine Boggy me ghuskar parichalan me badha daal rahe the …. Jab Rail karmi dwara unhe sanjhane ka prayas kiya gaya toh we log dhakka mukki par utar aaye …. Jab railway police ne sabhi ko pakadne ka prayas kiya toh usme se sirf 3 log hi haat aaye , anya log bhagne me safal rahe ….


No comments:

Post a Comment