“Bhartiye Janta Party” k bhavi Prime Minister “Narendra Modi”
kal yaani din Wednesday ko palamau daure par aa rahe hain …. Karyakaram ko
lekar , karyakaram sthal daltonganj k chianki Airport par stage wa karyakaram
me saamil hone wale logon k liye wises waywastha ki ja rahi hai …. Karyakaram
me koi truti na reh jaye iske liye zile k S.P “Y.S Ramesh” ne karyakaram seal
pahunchkar surkha waywastha ka jayja liya wa kaha ki suraksha ki drishti se har
pahluon par dhayan diya gaya hai …..
No comments:
Post a Comment