Hinduon ka mahaan parv Chaiti Chhatt ko lekar wratdhariyon ki bheed koyal nadi me umad padi .....
Aastha wa wiswaas ka mahaan parv chhatt k mauke par chhatt wratdhaari mahilaon ne Bhagwaan Bhaskar ko pahla ardh diya .... Es dauraan wratdhari mahilaon k sath unke parivaar k log saamil the .... kaafi sankhaya me Band-baaje k sath chhatt wratdhari mahila-purus koyal nadi k tat pahunch rahe the ....





No comments:
Post a Comment