"Aarya Samaj Mandir" me "Sanskar Bharti Palamau" k tatwadhan me
Hasya Kavi Sammelan Sah: Musayara ka aayojan kiya gaya , karyakaram ka udghatan
bataur mukhya atithi “Awkaas Pratap” wan seva padadhikaari “Vyas Singh” wa DRDA
k lekha padadhikaari “Anil Singh” ne sanyukt roop se deep prajwalit kar kiya …
Es dauraan kaafi sankhaya me sthaniye wa door-daraaj se aaye kawiyon ne chunavi
hulchul sahit anya muddo par ek se badhkar ek kavi shrotaon ko sunaye ….


No comments:
Post a Comment