Bus Stand stith "SOHSA" Bus counter k paas panshala ka udghatan Sohsa Bus k maalik "Nikhil Kumar Lal urf Chintu" k dwara kiya gaya .... Udghatan k mauke par Shri Lal ne kaha ki Bus Stand me zile k door-daraaj se kaafi sankhaya me log aate hain wa kafi garmi wa Dhup kada padne ki wajah se gramino ko pani kharidkar pina padta hai ... Esliye gramino ki suwidha k liye we panshala ka subarambh kiye hain taki garib tabke k gramino ko aasani se pani uplabdh ho sake ....
No comments:
Post a Comment