Tuesday, April 1, 2014

Waisya Samaj ne agaami chunao ko lekar baithak ki ...

Waisya Samaj se jude "Bablu Gupta" sahit sangathan se jude anya logon ne press warta kar kaha ki Jyotilok Hotel me waisya samaj logon ko gumraah kar bulaya gaya wa kisi 1 pratayashi k paksha me vote dene ki batein kahi gayi jis se unka door-door tak koi sarokaar nahi hai .... logon ne kaha ki unka samaj me haq wa haquq ki baat jo pratayashi karega samaj unko hi apna mat dega ....


No comments:

Post a Comment