Kutchery Chowk stith “State Bank Of India” k mukhya sakha se
jeb-katron ne 50,000 rupee uda liye … Ghatna karib dopehar k 12 bje k aas-paas
ki hai … Lalgarh Bihar niwasi Udyanand Manjhi apni Maa k sath Polipati Devi k
sath bank aaya thaw a pension k 50,000 rupee nikalkar jaise hi bank se bahar
nikla toh paya ki bag ko kisi dhardaar hathyaar se kaat diya gaya hai wa uskew
saaare rupee gayab ho chuke hain… Tatkaal iski suchna prasasan ko di ,wa
prasasan mauke par pahuch kar mamle ki taftees me jut gayi ….



No comments:
Post a Comment