Monday, April 7, 2014

Maowadiyon dwara Lok Sabha chunao ko lekar gramino ko diya ja raha hai dhamkiyan ....

Jis prakaar Gumla me Maaowadi sanghatan dwara logon k Mobile par SMS bhej kar wa Poster lagakar chunao bahiskaar karne ka dhamki diya jar aha hai, Usi prakaar ki dhamki palamau k chattarpur stith gramin elaakon wa anya kayi naxal prabhawit chetron me maowadion dwara gramino ko diya jar aha hai wa vote ka bahiskaar nahi karne par bura anjaam hone ka dhamki bhi diya jar aha hai ….

No comments:

Post a Comment