Chainpur Thana Antargat Badgawan Chattipar Tola Niwasi “Babu
Lal Paswan” k 20 warsiye putra “Santosh Kumar Paswan” wa uski gaon k niwasi Shiv Kumar Ram ki 19 warsiye putri "Kiran Kumari" ko gat 4 April ki raat gramino ne apatijanak stithi me pakda wa dono
ko prasasan ko sonp diya …. Ladki k anusaar 1 warsya purwa se dono k beech prem
prasang chal raha thaw a yuwak shadi ka jhansa dekar uska youn sosan karta tha
parantu yuwak k gharwale ab shadi se inkaar kar diye …. Ladki k bayaan par
Santosh Kumar prathimiki darj kar Dhara 376 k tahat Jail bhej diya gaya hai ….
Wahin ladki ko medical jaanch k liye bhej diya gaya hai …

No comments:
Post a Comment