16vi Lok Sabha Chunao ko lekar JDU k Pradesh Mahasachiw “Amit
Tiwari” ne apne awaas par press warta ki …. Es dauraan press ko sambodhit karte
hue Shri Tiwari ne kaha ki palamau Lok sabha Seat se JDU pratayashi “Jorawar
Ram” jeet haasil karenge aage unhone BJP par jamkar nisana sadhte hue kaha ki
kadi aalochna ki wahin purwa saansadon ko bhi khara khota kaha … mauke par kayi
JDU Karyakarta upastith the …

No comments:
Post a Comment