Din SOmwaar ko Bharat k sanwidhaan nirmata "Baba saheb Bheem Rao Ambedkar" ki 123vi jayanti hai .... Ese manane ko lekar sahar k thana road stith Ambedkar Park ki saaf-safai teji se chal rahi hai .... ye wahi park hai jahan Baba saheb saalon bhar band gate k andar kaidi ki tarah rahne ko wiwas rehte hain ... jahan chaaron taraf gandagi faili rehti hai .... Es park ki stithi yah hai ki yahan saalon bhar gandagi faili rehti hai wa jab bhi Baba Saheb ka janam din ho ya punya tithi ki tithi hotabhi eski saaf-safai ki jaati hai ...


No comments:
Post a Comment