Thursday, April 3, 2014

Baralota me aawedh sharab jabt ...

Baralota k Hanumaan Nagar k paas se karib 107 bottle aawedh sharab police ne jabt kiya hai .... Apne chunavi abhiyaan k tahat B.D.O "J.K. Mishra" ne abhiyaan ki aguwai ki .... aawedh sharab wikreta Ex-Army ka jawaan hai ... Botlon me Bear k bottle sahit Angreji Sharab ki bottlein saamil hai .... 
Police ne sharab ki bottle jabt kar sahar thane me le aaya jabki wikreta ko giraftaar kar liya gaya hai ...

No comments:

Post a Comment