Friday, March 14, 2014

Sarna dharm k logon ne apne Dharmik Jhanda ki sthapna kar Puja archana ki ...

Pokhraha basti me Sarna dharm k logon ne apne Dharmik Jhanda ki sthapna kar Puja archana ki ...... Mauke par Mahila-Puruson ki bheed Pujansthal par umad padi thi ..... Karyakaram sthal par bheed etni jyada badh gayi thi ki Pujansthal mele me tabdeel ho gaya tha ..... Mauke par logon ne batlaya ki sarna dharm me log wiswa ko bachaye rakhne k liye Prakriti ki we log Puja archana karte hain ... Unke purwaj bhi kiya karte the ....

No comments:

Post a Comment