Wednesday, March 19, 2014

Agaami Loksabha Chunao ko lekar sthaniye AJSU karyalay me party k ziladyaksha "Vijay Kumar Mehta" ne press warta ki

Agaami Loksabha Chunao ko lekar sthaniye AJSU karyalay me party k ziladyaksha "Vijay Kumar Mehta" ne press warta ki ,... Press ko sambodhit karte hue Shri Mehta ne batlaya ki agaami 22 march ko party k Chatra LokSabha Seat k umidwaar Nagmani Ji Chatra me namankan karenge .... Aage unhone batlaya ki namankan karyakaram me party k supremo Sudesh Mahto bhi upastith rahenge .... sath hi sath unhone Naagmani Ji ko chatra LokSabha Seat ka yogya umidwaar batlate hue jeet ka daawa kiya wahin rajya k sabhi 14 sansadiye chetron se party ki chunao ladne ki baatein kahi .....
Es dauraan RudraSukla, LalSuraj, Vikesh Sukla sahit party k kayi karyakarta upastith the ...


No comments:

Post a Comment