Chetriya Siksha upnideshak "Khagendra Kumar" ne apne karyalay me sarwa siksha abhiyaan ki samikshatmak baithak ki .... Baithak k dauraan sarwa siksha abhiyaan k antargat widyalay me asainik karyon me kiye gaye agrim rashi ki kharch ka samanjan kiya gaya .... is dauraan karya pura na karne wale logon par shri kumar bhadak gaye aur unhe kaafi jhaad pilayi sath hi sath atisighra rashi ka saamanjan karne ka nirdes bhi diya ....
Baithak me D.S.E, A.E, wa J.E upastith the ....
No comments:
Post a Comment