Purwa mantri "Ramchandra Chandrawansi" ne sekdon gramino k sath Widhut Mahaprabandhak karyalaya Pahuchkar Zile k Utari Road , Wishrampur , Majhiyaon wa Kandi k darwajano gaon k liye 63kvs ka Transformer wa Pole taar lagane ki maang ki .... Shri Chandrawansi ne kaha ki jab pura Zila jagnmaga raha hai wahi garib , aasahay wa anusuchit jaati, janjaati waahulya gaon k log aaj bhi andhere me gujar basar karne ko majboor hai .... yahi kaaran hai ki we inhe bijli ki suwidha muhaiya karane k liye pahal kar rahe hain ....
No comments:
Post a Comment