E Stamping wa Payment Gateway niyam lagane k wirudh s rajya Dastawiz Nawiz Sangh k logon ne Kutchery parisar stith rajistary karyalay k samaksha anischit kaalin hadtaal kiya hai .... hadtaal karmiyon k anusaar naye niyam se rajya me hazaron dastawej lekhak ka rojgaar chinn jayega wa we beghar ho jayenge .... Aandolan ka netritwa kar rahe sangh k sachiw "varun Kumar Sukla" ne batlaya ki sarkaar yadi unka maango ko pura nahi karti toh aage sangh ugra aandolan karne ko wiwas hogi .....
No comments:
Post a Comment