Police manchale yuwakon par jamkar chatkayi laathiyan .... dar asal matric ki pariksha ka aaj antim din tha ise lekar Jila police pehle se hi sahar k wibhinn pariksha kendro par tainaat thi ..... jaise hi pariksha khatm hui manchale yuwakon ne mahila College k saamne hungama wa saur-sarawa karna suru kar diya .... jise saant karane k liye police ne manchale yuwakon par laathiyan barsayi wa kayi logon ko hirasat me le kar thane me le aaya ....
No comments:
Post a Comment