Ramgarh Thana antargat nawadih niwasi 36 warsiye Somapurti ki hatya kar apradhiyon ne rail patri par saw ko feka ..... parijano k anusaar mritak ka bhatija "Gaya" jaane k liye use station chhodne sham me aaya tha , parantu pehle se ghaat lagaye apradhiyon ne mritak ko apne kabje me lekar dhardaar hatyaar se gala retkar uski hatya kar di wa saw ko rail patri par fek diya ...rail Police ne saw ko kabze me lekar antyaparishan k liye Sadar Hospital bhej diya wa maamle ki taftees me jut gayi ....
Filhaal hatya ka kaaran aapsi dusmani batayi ja rahai hai ...
No comments:
Post a Comment