Tuesday, February 25, 2014

AJSU Party ne Kendra Sarkar k wirudh Rally Nikali...

Kendra Sarkaar ki galat nitiyon wa Jharkhand ki wises rajya ka darja nahi milne se gussaye AJSU karyakartaon ne Zila Mukyalay pardarshan kiya ..... Us se pehle karyakartaon ne Sahitya Samaj k maidaan se rally nikala , Rally Sahitya Samaj se nikalkar sahar k pramukh margo ka bhraman karte hue Upayukt Karyalay pahuchkar Rally 1 nukkad sabha me tabdil ho gayi .... Rally k dauraan karyakartaon ne Kendra Sarkar ki wirudh jamkar naarebaazi kar rahe the ..... Mauke par press ko sambodhit karte hue AJSU karyakartaon ne kaha ki we log Kendra Sarkar se bheekh nhi Adhikaar maang rahe hain ,,.... 


No comments:

Post a Comment